Thursday, September 06, 2007

Mujhe Jhakjhorti smritiyon me
abki baar
thakaan ke alaawa
bastar aur loktantra

jaan kar maan nahi paane ka dukh
jaise dopahar do ki deewar
aur samudra ki kaid

kapde utaarte eeshwar
nange nakshatro ke alawa
yaad waali aurat ka jooda

harqat ko bazaar banate
vishwa ka anant
syah-safed
lal cheentiyon ki ankahi


translations welcome

3 comments:

Amalendu said...

I have taken interest in translating...In fact, I have done it...but that does not appeal me...Now keeping the translate in hand I will rewrite the poem in my words.. lets see how it goes...

Sanjeet Tripathi said...

ह्म्म, बेहतरीन!!

Sanjeet Tripathi said...

ह्म्म, बेहतरीन!!